Atif Aslam Tera Naam Doon Lyrics

Tags: Tera Naam Doon Full song Lyrics, Tera Naam Doon Its entertainment song lyrics, Tera Naam Doon lyrics Atif Aslam, Lyrics of Tera Naam Doon Atif aslam, Its entertainment song Tera Naam Doon lyrics,

Song : Tera Naam Doon
Movie : It’s Entertainment
Singers: Atif Aslam, Shalmali Kholgade
Lyrics : Sachin Jigar
Music : Atif Aslam

Its Entertainment Songs Tera Naam Doon LyricsKoi jaage soye mujh mein
Meri raatein or mere din saare khoye us mein

Koi itna apna laage,
Mera nadaan yeh dil
Jaise dharky us mein
Mujhe jo, huwa hai, iski na dawa hai
Kisi ne chuwa hai dil yeh, 
Kiski nazar ka hai asar

Pooche jo koyi toh tera naam doon
Pooche jo koyi toh tera naam doon

Main keh doon sabhi ko ke tera hi hai yeh asar

Pooche jo koyi toh tera naam doon
Pooche jo koyi toh tera naam doon

Koi dastak de k dil mein milne ko aata hai
Mujh mein reh jaata hai
Koi qismat jaisa laage,
Khushiyaan in haathon pe
Likhta hi jaata hai
Yeh kaisi khata hai,
Jiski na saza hai
Kisi ne chuwa hai dil yeh
Kiski dua ka hai asar

Pooche jo koyi toh tera naam doon
Pooche jo koyi toh tera naam doon

Zari waale kaghazon mein lipta huwa
Kitne haseen rangon mein ranga huwa

Yeh kya tohfa Khuda ne mujhe hai de diya
Yeh kya tohfa Khuda ne mujhe hai de diya

Labon se raaz yeh phisal na jaay yeh
Labon se raaz yeh phisal na jaay na
Pighalne laga hai iske liye mera sabar

Pooche jo koyi toh tera naam doon

Pooche jo koyi toh tera naam doon

Koi jaage soye mujh mein
Meri raatein or mere din saare khoye us mein

Koi itna apna laage,
Mera nadaan yeh dil
Jaise dharky us mein
Mujhe jo, huwa hai, iski na dawa hai
Kisi ne chuwa hai dil yeh, 
Kiski nazar ka hai asar

Pooche jo koyi toh tera naam doon
Pooche jo koyi toh tera naam doon
Previous
Next Post »
Thanks for your comment