Khwaishen Lyrics - Shael & Ankita Mishra

Khwaishen Song Lyrics Sung By Shael & Ankita Mishra and Music Directod By Shael.


Khwaishein meri hain saari tujh se
Aadatein meri hai saari tujh se
Rabba ne ye kiya reham
Mujhe mila mera sanam
Mili zamaane ki saari khushiyan
Ho Rabba ne ye kiya reham
Mujhe mila mera sanam
Mili zamaane ki saari khushiyan

Rabta bas tujhi se
Wasta bas tujhi se 
Rahon tere rubaru
Ye dua mein parhon
Sun raha falak se woh Khuda

Tu jiye mujh mein jaise
Rooh jismon mein rehti hai jaise
Koyi ham ko yahan kare kaise
Aik doosre se juda..
Tu jiye mujh mein jaise
Rooh jismon mein rehti hai jaise
Koyi ham ko yahan kare kaise
Aik doosre se juda..

(Music Break)

Meri wafa ki arzion mein
Kahaniyon si marzion mein
Zikr hai ik tera jaan-e-jaan

Khuli nazar ke dairon mein
Khayalon ke haseen palon mein
Tu hi tu har jaga meri jaan

Jeene ki waja mili hai tujh se
Khawabon ko jaga mili hai tujh se
Sun raha falak se woh Khuda.. 
Tu jiye mujh mein jaise
Rooh jismon mein rehti hai jaise
Koyi ham ko yahan kare kaise
Aik doosre se juda..
Tu jiye mujh mein jaise
Rooh jismon mein rehti hai jaise
Koyi ham ko yahan kare kaise
Aik doosre se juda..

(Music Break)

Saanson ki ye guzaarishein hain
Lamhon ki ye sifarishein hain
Mein tujhe orh lon paas aa..

Dabi dabi si aarzo thi
Mujhe teri hi justajo thi
Dharkanein jod le aa bhi jaa..

Jeene ki waja mili hai tujh se
Khawabon ko jaga mili hai tujh se
Sun raha falak se woh Khuda.. 
Tu jiye mujh mein jaise
Rooh jismon mein rehti hai jaise
Koyi ham ko yahan kare kaise
Aik doosre se juda..
Tu jiye mujh mein jaise
Rooh jismon mein rehti hai jaise
Koyi ham ko yahan kare kaise
Aik doosre se juda..

Previous
Next Post »
Thanks for your comment